Pyaar Mahhobat main wo gaherai hoti hain jiske samne samundar bhi qutra lage...

Gujarati Quotes by Deeps Gadhvi : 111027010
Deeps Gadhvi 8 years ago

ani janab salam to akhri waqt par kiya jata hain humara waqt to abhi suru bhi nahi hua...hahaha

Kothari Megha 8 years ago

apke is pyar bhare mansube ko salam...

Deeps Gadhvi 8 years ago

samundar jitna gahera hain unse kai jada gaherai mere dil main hain...samundar ki kya aukat ki mere samne tik paye

Deeps Gadhvi 8 years ago

Aji janab hum wo pyaar k mansube hain jo samundar ko paar bhi kar sakte hain aur gahrai bhi naap sakte hain

Kothari Megha 8 years ago

or na napo is pyar ki gaharai ko kyo ki yahi gaharai jine ki vajah bn jata he .....

Kothari Megha 8 years ago

samandar me dumb ne k bad ye kambakt samandar bhi sath chod deta he ....

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now