kitna asan hota hai kisi ke bare main kuch bhi batana
muskil hota hai ta khud ke bare main sunna
nehi yaar sabse muskil hai khud ke bare main samjhana
bas main thak chuki hoon ab kisiko nehi samjhana
koi kuch bhi kohe bhad main jae jamana

Hindi Shayri by Swastika Jena : 111963556
Swastika Jena 2 years ago

Per jinse umid hoon wohi sath na de ta

Hemant Parmar 2 years ago

mast...👌 sabse ashan he bus use par dhyan mat do hum jitna bhi uske baare mai shochnge hume utni hi taklif hogi sirf mann ko bhtkne nahi daina he log to khuch bhi bolte rahnge unhe koiye fark nahi padta...

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now