poem:-Bahut Dinon bad ek kavi aya hai
Hath mein Kalam liye
aur apni chhoti Si diary lekar Kavi Kuchh likhna chahta Hai Vo sari baten Jo itne Dinon Se uske bhitar hai
Dur kahin Kisi purane ped ke niche baith Vah likhane ke koshish kar raha hai Kalam uthakar bhi vah aaj Nahin likh Pa Raha
bhavnaon aur shabdon ka Bhandar hai uske andar
lekin aaj kalm usse Ruth kar baithi hai Aaj Kavi khud ke bhitar ki awaaz se lad raha hai Kabhi kuchh likhna chahta Hai Lekin Aaj uski Kalam usse Ruth kar baithi hai Bahut Dinon bad ek Kavi Aaye Hain
Socho-Kya tumne kabhi socha Hai Kya vastav mein kavi vah sab likhate Hain Jo vastav mein likhna chahta Hai
Poet:-naveennitwal