Dil Ke Zakhmon Ko Har Baar Chupana Padta Hai,
Dard Kitna Bhi Gehraa Ho, Muskurana Padta Hai.
Mohabbat Ke Safar Mein Yun Beech Raah Chhoda Nahi Karte,
Sachcha Ishq Karne Wale Kabhi Waadon Se Mooda Nahi Karte.
Mohabbat Sirf Kehne Se Nahi, Dil Se Nibhayi Jaati Hai,
Jis Se Sachcha Ishq Ho, Uska Saath Aakhri Saans Tak Nibhaya Jaata Hai...!! ❤️💯