The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
KON HAi AAP by Gunjan gayatri Aaj mein pahado Se pucha kon hai aap? Ek jor ki waha chali Aur boli "Jaha dhan leherati vo Khet hu mein Jaha Mann ko Shanti milti hai Voh dharti hu mein Jaha devi ,devta vaas Karte hai voh bhoomi hu Jaha raat ko Mandan lagta hai Voh medini hu mein Jismein aanneko prakar Ke pashu -pakshi rehte hai Voh vashundhara hu mein Yaha chalne wali hawa hu mein Jo ab shant hai ko ghar hu mein Fir usne mujhse pucha Kon ho tum noni(girl) Mein ne kaha Aap mein basne wali Awaj hu Apki dharti par Dhaan lagane wali Kisaan hu mein Jo aaj bhi sab ka Saath chahti hai Voh Pratiksha hu mai
आप सभी को छोटी दिवाली की हार्दिक शुभकामनाएं
jab shivanshi ne Neil se pucha kya hu mein tumhare liye fir muskurate hue neil ne kaha Dost tum har samay kano mein jaane wali dhvani ho tum Meri Bff tum family aur school ki problem solver tum Question tum answer tum ,Duniya ki har problem ka reason tum chess ki champion, Dimag se short tempered uss gusse mein bhi cuteness ka bandar ho tum jisse kabhi nazare na hatte voh pyaar ho tum Abhi itna hi hai likhne ko kyuki kehno ko kuch zyada shayad tum nhi janti ki kya ho tum mere liye par ye janta hai ki Mera sab kuch ho tum © gunjan Gayatri
Mein paani tu kinara Iss duniya mein tu sahara Mein chidiya to tu Uss panchi ka asamaan Jisne mujhse rone se Hasna sikhaya Meri hasi ko sundar bataya Subah tu raat tu Har din iss dil mein Baasne wali awaj tu Jo Maan ko bhajaye Vo eshaas tum Jisse na bhul paye Vo yaad ho tum Agar mein novel hu Uss ki puri kahani tum ho Dost tum yaar tum Jisne jeena sikhaya Voh pyar tum Nhi janti kon tum Pyar Dil ko pata hai Kya ho tum Aankhe aisi jo Heartless mein bhi Pyar bhar de Baatein aisi jo Khamosh ko bhi hasa de Behaviour means vyaktitva Aisa jo deewana bana de Nhi janti ki pyar kya hai Par agar hai toh tum ho voh pyar Prem Mi innamoro di te Raghav, non so come ma i tuoi occhi, la tua voce, il tuo comportamento e la cosa più importante Le tue parole e i tuoi consigli sono la risposta a ogni problema. Mi innamoro di te Raghav, Mi innamoro di te Raghav poem by Gunjan gayatri
Distractions can may loose your hope to achieve the aim,To achieve something you have to sacrifice something. Check out this Quote on Writco by Gunjan Gayatri https://writco.in/Quote/Q55510102025203913 👉 https://bit.ly/download-writco-app #Writco #WritcoApp #WritingCommunity
jab ajay ne se pucha vidyut se ki kaisi dikhti hai meri bhabhi? tab vidyut ne muskurate hue kaha Jise dekh ke aakhe moh Gayi awaj sunn Dil ki dhadkan Badh jaati hai Nazar voh jisse Dekh duniya ruk Gayi Tu voh yaad Hai jisne iss Yaad kar dil Tham jaata hai Tu woh hai Jisne har pal Bin na bole Saath diya Tu hai toh Aasu kya hota Hai bhul jaati hai Bhale hi tujhe Mein yaad nhi Raghav yaad nhi Par iss vidyut ne To tujh mein hi Apni duniya basa Rakhi hai Kyuki to koi kahani Nhi ek sach hai Mera sach Meri sanghavi meri poori kahani hai teri bhabhi meri sanghavi poem by- gunjangayatri
दशहरा की हार्दिक शुभकामनाएं
Copyright © 2025, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser