Quotes by Niti in Bitesapp read free

Niti

Niti

@niti21


Dil ka haal agar kisi se kehna hai to bhagan se kaho
kisi apne se ya gairo se na karo
Bhagwan sun lete hai lekin judge ni karte
Agar kisi aur ko dil ka haal bayan kar diya jai to vo use tod kar ni rehte hai

Kuch waqt uske sath guzara tha
Lekin salo se jante ho aisa rista ban chuka tha
Din bhar jo baate kara karte the ab ek shabdh nahi bol paa rahe
Jo raat ko ghar ke bahar ek dusre ko sirf ek baar dekhne nikalte the
Ab Roz dikhte hai par baat nahi karte
Aankho se aankh milti hai lekin ek muskan nahi de sakte
Pata nahi kya hua hai jo vo itne dur Jaa chuke hai 💔

Read More

Koi aisa ho jo meri udasi me mujhe khush karne ke raaste dhundhe
Koi aisa jo mere rone pe khud bhi ro pade
Meri har khwahisho ko uski bana le
Mere har sapne uske bhi sapne ban jaye
Meri galti par mujhe pyaar se samjhaye
Jo dur rah kar bhi mere pass rahe aisa mehsoos karaye
Har vakt mujhe yaad kare
Bus humesha mera hath tham ke rakhe
Aisa insaan milna bohot muskil hai
Naa jane aisa insaan iss duniya ma kaha hai

Read More

A girl's life is life a beautiful bird caught in cage
She has to ask for the things she want
She can't do anything on her own
She has no rights to take her own decision
She is so beautiful and interesting though she can't live her life on her own
She has to ask her family to study more
She has to fight everyday to let her go outside and do jobs and earn for herself
She has to eat what others say she can't even eat her favourite foods without asking
She is so scared of that one that she can't fight also cause later they will hurt her
She has no one by her side
She is lonely, friend less and no one who loves her .
She is just a pure soul . Just asking for her freedom.

Read More

Intezar itna kiya lekin vo kabhi aya hi nahi
Pyar jataya lekin vo samjha hi nahi
Uski ek jhalak dekhne ko jo dil tarasta tha
Vo dil ab use dekh kar ghabra jata hai
Vo ab Roz dikhta hai lekin muskurata nahi
Na jane kya galti hui ke vo pyaari si doosti bhi na rahi 😶

Read More

Na sapne dekh sakte hai
Aur na koi sapne pure ho sakte hai
Log sirf salha denge
Lekin sath koi khada na rahe
Body sirf khidki hai
Lekin use nachate apne kahe jane vale log hai
Kathputli si jindagi lagti hai
Jo bus logo ke ishare pe chalti hai
Saase le ya na le yeh bhi unhi ki marzi hoti hai
Zindagi kab khatam ho jayega pata bhi na chale
Kyunki khubsurat zindagi jo hoti hai vo kabhi jiye hi nahi hai

Read More

Insaan chahe kitna bhi amir ho ya badha ho
Lekin mohabbat ke bina woh hamesha adhura hi hota hai
Mohabbat ek aisi cheez hai to insaan to poora karti hai
Mohabbat ke sath hone se hi insaan poora hota
Bina mohabaat ke zindagi adhuri si hai

Bachpan acha tha jaha bohot sare dost hua karte the lekin abhi to koi baat karne ke liye bhi nahi hai life aise mod pe aa gayi hai jaha ab koi dost ban nahi sakta sab ke pass koi na koi hai baate karne ke liye lekin is tanha insaan ko koi puchta bhi nahi sath to dur ki baat hai naye dost aa jane se is pure dost ko koi yaad rakhta bhi nahi
Fri-end

Read More

Chahre per muskan hai
Lekin maan under se udas hai
Ladki jo shant si dikhti hai
Under uske tufan macha hua hai
Har Loko se jo pyaar se baat karti hati
Asal me vo zindagi me akeli su hai
Sath rahege jo log bolte the
Vo bhi Bina wajah bataye chale gaye hai
Aas pas se to akele the hai
Ab to maan se bhi akele ho gaye hai
Jisko sath chahiye tha koi
Ab uska har ek se aur khudse bhi bharosa uth chuka hai
Akele aye the to akele hi Jana hai
Lekin is safar me kisi ek ka to hona zaruri hota hai

Read More

A girl is the one who has to take care of her own house and after marriage also she has to do the same thing , but the members of the family never appreciate her for work . They will always say that what you do all day just by staying at home. You are free at home . You have nothing to do . But she is the one who is working all day hard in household things . She sacrifices her dreams her wishes for the families but no one understands her and her feelings. If she is not doing well in studies she is scold but how she will tell her family that all day she do the household work and she didn't get time to study only . She is also a person who is to be valued by everyone. She should be awarded for doing all the things from her birth to death.

Read More