Quotes by Shalini Gautam in Bitesapp read free

Shalini Gautam

Shalini Gautam

@shalinigautam080427
(12.2k)

baccho ko sikhaye mahadev or maa parvati ka trishool
jo dar ka naash karke unhe shakti se bhar dega

epost thumb

baccho ke liye bnaye name plate.....jise dekhkar wo muskurate rahe.....smily baccho ko bahut pasant hoti hai....

epost thumb

1 minute me teyar kijiye apne baccho k liye little umbrella

epost thumb

उड़ान पंखों से नहीं हौसलों से होती है...
meri art and craft ki video dekhkar ek school me mujhe invite kiya ki m unke baccho ko kuch paper craft sikhau.
experience kafi Acha tha.bacche bhi khush the...

epost thumb

पहले मैं आसमाँ में थी,
और लोग जमीन पर ,
आज लोग फलक पर हैं,
और मैं खाक में..
- Shalini Gautam

fauji ki wife hona itna bhi aasan nahi...
dil today kar rakh deta hai unki judai ka gam,
koi din nhi gujarta jab aankh na ho nam,
tum sarhad ke us Paar or is paar hai hum,
na jane kab hoga ye intezar khatam.

epost thumb

Apne desh ke liye itna khush hona to Banta hai....aakhir hum bhi to is desh ki janta hai...

epost thumb

jaise mene is saree ko kuch paryaso se sunder bnaya h
ese hi apko bhi apne paryaso se desh ko khoobsurat bnana hai...

epost thumb

udi udi jaye...
dil ki patang

epost thumb

kaisi lagi meri patang...
happy makar sankranti to all

epost thumb