"Abhi bhi waqt hai,
tum maan kyu nahi jate,

dard dil me ubhra he,
daman tham kyu nahi jate,

asko ka samndar bhega,
hsake hmare ghav bhar kyu nahi jate,

hame ishq he tumse,
ye izhaar kar kyu nahi jate,

abhi bhi waqt hai,
tum maan kyu nahi jate."

English Poem by Alfaaz Dil Ke : 111173200

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now