sach sach batana
aaj ke jmaneme
schcha pyar mil Sakata haii kya ?..

-Shobhna

Hindi Shayri by Shobhna : 111653731
Sunil Singh Chauhan 6 years ago

Saare chot khaye hue hai Yaha, Ye sawal jhakhmo ko taaja Kar gaya

Gohil Narendrasinh 6 years ago

Sacha Pyar bhi milta he kadhar bhi hoti he Afsos is bat ka he ki thodi der se mila.

Harshad Patel Pij 6 years ago

Kabhi kabhi mil bhi jata hee magar karne wala samaj nahi sakte!!! Shobhna jjj 🙄

Baloch Anavarkhan 6 years ago

Shobhana ji Kyon nahin Apni niyat aur khwahish per Aadhar rahata hai Aaj ke is aadhunik Yug mein Hindustan ki Sanskriti abhi bhi Jinda hai maar nahin chauki Aap Bhai ka bahan ka dost ka yah premika pyar jatana chahte Hay Aap ki niyat ke mutabik aapko sab pyar mil sakega

Arti Shukla 6 years ago

Pahle apne dil se sawal ho to behtar .... kya hum sacche pyar ko parkh pate hai

Nipa Patel 6 years ago

Sachha pyaar milta hai par jise milta hai use uski kadar nahi hoti..

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now