Main sunaun kaise apni shayari tujhe…
Tu door ja chuki hai
Jaise sardi, garmi se
Main uljha hoon apni hi barbaadi mein…
Isiliye ab main bolta hoon… dheere se, narmi se
Filhaal…
Main tabah hoon is garmi se…
- Prashant Singh

Hindi Jokes by Prashant Singh : 112022985

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now