Vo khush hai mujhse door rehkar,
to meri hi khushi me gam Kyun?
unke chehre par muskaan bikhri hai,
to meri aanhkein hai man Kyu
mohabbat baar baar ho jati gar un jaisi to duniya hi or hoti,
par apna kya Kare jo sirf ek hi dafe dil de kar gaye tham Kyun?

English Shayri by Ambalika Sharma : 111038201
Naranji Jadeja 8 years ago

Hazaron Pal Tumahare Bin Na Pucho Kese Katte Hen Kabhi Yaden Rulati Hen Kabhi Mosam Satate Hen Usse Kahdo K Hum Aate Hen Hume Maypus Na Karna Hamara Maan Rakh Lena Hume Wapas Nahi Jana Hume Dil Me Basa Lena Hume Apna Bana LenaBohat Tadpe Hoe Dil Se Bohat Rutha Nahi Karte Muhabbat To Eabadat He Russwa Nahi Karte Zamane Se Chupate Hen Kabhi Charcha Nahi Karte Suno Eesa Nahi Karte Safar Tanha Nahi Karte

Naranji Jadeja 8 years ago

Ankhe jinki zeel si gaheri hai. Man jinka moti hai. Bago me jo baste hai. Aavaj me jinke agosh hai. Likhna jinka pesa hai. Is adao ka kaya kahena hai. Kasturi jesi jinki khusbu hai. Angur jese jinke mithe bol hai. Sarmili jinki har ada hai. Hasta huva jinka chera hai. Amurt may jivan jiska hai. Ruh jiski pak hai. Mera vo dost Anmol hai.

Naranji Jadeja 8 years ago

mhobat me na duriya hoti hai.durya me mohabat ka imtihan hota hai jub ho mhobat to or se nahi apne dil puchh lena kon kitna payara hai

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now