Jra utr kr dekho,
mere dariya-e-dil k under,
Mill jayga tumhe mere ishq ka samandar.
B+ve

Hindi Blog by Krishna : 111385399
Marshall Marshall 7 years ago

Taa umar tairna sikhane walo ko bhee Dariya-e ishq me dubna wajeeb lagta hai..

Krishna 7 years ago

Dubi hu ankho me unke niklna hi nhi ab Dariya-e-dil unka itna gehra hai ki khin or jana hi nhi ab

Marshall Marshall 7 years ago

In aankho ko dekhne munzar aur bhee hai Dubne se pehle "ALPA" dekh sumdar aur bhee hai..

Krishna 7 years ago

Kinare ki jroort kise hai jnab Hm to dubne me mahir hai

Marshall Marshall 7 years ago

Soch samajh kar utarna "ALPA" dariya-e ishq ME.... Inke kinaare nahi hote...

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now