Kuch baate karni hai tumse
Agar tumahari ezazt ho toh

Mana ki teri or meri mulakat
Har roz nai hoti
Par jab bhi hoti hai
Vo pal aankho mae kaid ho jata hai

Teri aankho ko padna hai
Jo gum chupa ke rakha hai
Mujhe vo padna hai

Mana meri or tumari subh
ek bistar par nahi hoti
Bs raato k humrahi ban gaye hai
kuch khuwaish hai
jo jaga uthi hai seene mae

Bs tumari ezazt ho toh
Kuch baate karni hai,
agar tumari ezazt ho toh

Hindi Poem by Ankii : 111506130

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now