सुप्रभात
- Soni shakya

Hindi Blog by Soni shakya : 112008242
Priya 12 months ago

Smart hi feel hota hai...i knew it his pov...very well..but late me samjh aaya

Priya 12 months ago

Bahut bura lagta hai and I feel it the same

Soni shakya 12 months ago

Good morning dear Mujhe to Bus itna pata hai ki.. dard sah lenge per ,Kisi aur ke jaisa nahin banenge.

N¡k¡t@ 12 months ago

Samj hi nhi aata ki hua kya he...? Ho kyaa raha he..? Kyu..? Accept karne me bhi vakt lagta he...bura kare toh kare kese uske sath...koi itna bhi gira hua ho sakta he..? Yaa fir ham hi murkh the ki uske asli chehre ko nhi samj paaye....? Jaanna ye he ki use kaisa feel hota hoga..? Achha hi..?yaa fir khud ko bada smart samj raha hoga..? Etc...chhodiye subah subah ye sab baatein... Good morning 🌅

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now