Socho ek din aachanak uski call aa jae....

Wo toota shks kya kahega...

Tera no ab b mere phn m h,
Tu gai pr apni yaadein na leke Jaa pai,,

Tuje bulaunga nahi tune hkk cheen liya h,,
Pr aesa bhi nahi k tuje chahunga nahi...

Tu kbhi bhi yaad kr Lena jb bhi jrurat ho,
Door bhle hi hu,
Pr kbhi bhulaunga nahi....

-Ankahi

English Shayri by Ankahi : 112026545

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now