The Download Link has been successfully sent to your Mobile Number. Please Download the App.
Continue log in with
By clicking Log In, you agree to Matrubharti "Terms of Use" and "Privacy Policy"
Verification
Download App
Get a link to download app
#Don 't answer it.
It starts with a sound. A ringing. One that refuses to end. Some silences are meant to stay undisturbed. Don't Answer It. Coming on 5th July.
Pehli Barsaat Aa gayi... Aa gayi... Dekho, aa gayi... Jiska tha besabri se intezaar. Na sirf mujhe, na sirf tumhe Pakshiyon ko bhi, pashuon ko bhi, Sookhi dharti ko, pyaase pedon ko bhi. Pehli boond girte hi mitti muskura uthi, Hawa ne sondhi khushboo ka sandesh har aur bikher diya. Bachchon ki khilkhilahat, kaagaz ki naav, bheegte ped, aur jhoomte panchhi... Jaise poori prakriti ek saath gungunaane lagi ho. Sach hi to hai... Pehli barsat Dharti ko hi nahi, har dil ko phir se khilna sikha jati hai. 🌧️🍃
नास्ति विद्यते भावः अर्थात् जो असत्य है उसका अस्तित्व नहीं होता, और जो सत्य है उसका कभी अभाव नहीं होता।
Mann ki azaadi kahan milti hai.... Ye prashan har baar mujhe tod sa deta hai Jab jab mere astitva ko Nari ho, seh lo keh k mita diya jata h Tohfe, gehne sb h mre paas Magar jab bhi apne liye thoda sa samay maangti hu Nari ho , parivar k liye hi tmhara samay hai Keh k muj baandh diya jata hai Mann ki azaadi kaha milti h.... Ye prashan har baar mujhe bechain sa kar jata hai... Unche mahlon jaisa ghar hai mera par jab bhi dehleez paar karne lagti hoon ijaazat ki bandishein pairon mein zanjeer ban jaati hain “Nari ho” keh kar mujhe khud se faisla lene se rok diya jata hai.... Shadi ki umra guzarti ja rahi hai “beti ghar bitha rakhi hai” “Nari ho, pehchaan pati se hi hoti hai” yeh ek vakya jaane kitni ladkiyon ke sapne tod deta hai.... Mann ki azadi kaha milti hai..... Ye prashan har baar har ladki ke dil par ghaav chhod jata hai.
Copyright © 2026, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved | Powered by Nichetech.
Copyright © 2026, Matrubharti Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved.
Please enable javascript on your browser