Yhan pal pal jalna pdta hai,
har rang me dhlna pdta hai,
har mod p thokar lagti hai,
har haal me chalna pdta hai,
har Dil ko smjane k liye,
yhan khud se ldna pdta hai,
Kabhi khud ko khona pdta hai,
kbhi chupkr rona pdta hai,
kabhi ji kr marna pdta hai,
Kabhi mar kr jina pdta hai,
Khushiyan aayngi fir lotkr,
bs isi Aas me jina pdta hai.
B+ve