To kya hua agar uski ankhein nahi khuli
To kya hua agar use Jana tha lazmi
Uski wajah se mai jeena kyu chod dun
Usse kie apne saare waade kyu tod dun
Ye wo thi jo kie har waado se dar gai
Ye wo thi jo kuch dino me hi mukar gai
Ghamo me doobkar mai nahi ansu bahaunga Yaado ke sath uski nai dunia banaunga...