Dastan-e-mohabbat duniya me kayi h
Phir bhi hume jange padhai jaati hai
Mohabbat se badh kar koi dharm nahi
Phir bhi insaano ki bali chadhai jaati hai
koi adna na koi aala nigah-e-khuda me
Bhula ke is baat ko nainsaafi suna jaati h

Hindi Shayri by Galti : 111556719

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now