maa ki Mamta bacho pe rahegi har pal......... par Bache n Jan pate hai vo Mamta ‚ pucho unse jinki maa nhi hoti , unse behtar to koi smjh hi na ska maa sabd ka mtlb‚‚ duniya bhi gajb hai jiske pass Jo hai usko uski Kadar nhi or jinke pass kch bhi nhi usko to har chote se chiz ki bhi Kadar h ~ khûshï