Bachpan , ki har yaad ko......
Koi jhuth nhi keh sakta......

Ab bina unh yado ke ,
Koi ji bhi nhi sakta......

School se wapas aaneh , par
Kya khaoge beta ,
Yeh sunne ko mil nhi sakta....

Technology ke saath saath ,
Kya ehasso ka badlna tha accha......

Jaha hoti hai ab din ki suruwat,
Haath main rakhe mobile ke saath....

Na parivar ko , namaste
Na parivar ko , Salam....
Bas yaad rehta hai sabko ,
Kya phone main hai recharge......

Waqt ke saath bacche bhi gaye hai badal ,
Na baithe kabhi parivar ke saath ek pal......

Phir bhi aaj aapka din hai ,
Radhakrishnan ke naam ke saath suruwat karte hai aaj ki baat......

Ghar laut kar Karo ek nayi suruwat,
Apne pariwar se ek bar kehke dekho ki , woh hai tumhare liye kitne khas.....



Happy children day in Advance.......🤗🤗🤗

English Thought by Iffat fatma : 111903134

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now