tum saath raha karo achha lagta hai...
mujhe apna kaha karo achha lagta hai...
achha lagta hai jab tum mujhe apne paas rakhte ho..
khud se bhi jyada mujhe pyaar karte ho...
tum yun hi hamesh rehna.. tumhare saath achha lagta hai..

-Khush

English Shayri by Khush : 111910689

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now